High quality mobile footage. Barfila jungle, charo taraf… | Deepfake AI视频

47ge
@47ge

生成此视频所用的文字转视频提示词

High quality mobile footage. Barfila jungle, charo taraf dense snowstorm. Tez hawa ke saath barf udd rahi hai. Visibility kam hai. Trees snow se jhuk gaye hain. Wind ki tez awaaz aur thand ka pressure feel hota hai. White wolf apne chhote bacche ko muh se pakad kar snow ke upar tez daud raha hai. Wolf baar-baar ruk kar bacche ko thand se bachane ki koshish karta hai. Cub kaanp raha hai. Wolf ke paw snow me dhans rahe hain. Achaanak aasman se ek bahut bada hawk zor ki cheekh ke saath niche jhapta hai. Camera upar ki taraf hilt hai. Hawk apne panjon me wolf ke bacche ko pakad leta hai. Snow udd jati hai. Cub ki cheekh sunai deti hai. Wolf zor zor se cheekhta hai, hawk ke peeche daudta hai. Barf par phisalta hai, girta hai, paw par chot lagti hai. Blood halka sa snow par girta hai. Phir bhi wolf uth kar bhaagta rehta hai. Camera shaky zoom karta hai. Hawk bahut upar ud chuka hai. Cub ki awaaz dheere hoti ja rahi hai. Wolf thak kar ruk jaata hai aur dard bhari howl karta hai. Snowstorm ke beech ek camp site dikhti hai. Ek aadmi tent ke paas heater aur aag ke saamne chai bana raha hai. Wolf daudta hua camp me ghus aata hai. Aadmi wolf ko dekhkar peeche hat jaata hai. Camera kaanp jaata hai. Wolf hamla nahi karta. Bas baar-baar pahadon ki taraf dekhta hai aur dard bhari awaaz nikalta hai. Close shot: wolf ki aankhen, aansu jaise shine karte hue. Aadmi samajh jaata hai ki wolf madad maang raha hai. Aadmi ka chehra serious ho jata hai. Aadmi snow bike start karta hai. Wolf aage-aage daudta hai. Snowstorm ke beech high speed movement. Bike ke wheels snow udate hue. Wolf pahad par chadhne lagta hai. Aadmi bike chhod kar rope aur stick ke saath paidal chadhai karta hai. Heavy breathing, slippery snow, real struggle. Chattan ke upar hawk ka ghosla. Andar wolf ka baccha dara hua baitha hai. Cub ki halki si awaaz sunai deti hai. Aadmi himmat karke ghosle ke paas jaata hai. Dheere se cub ko utha leta hai. Camera extreme shaky, fear visible. Hawk gusse me unke upar hamla karta hai.